Skip to main content

ATM Se Fake Currency Nikalne Par Kya Karna Chahiye?







Hello Friends ATM Card Ka Istemal Lagbhag sabhi karne Lage hai.  yese vahut mamle samne aaye hai. jisme mein ATM  se fake currency (Nakli note)
Nikle hai. Isliye maine is post ke madhyam se aapko ye bata raha hu ki Agar aapke sath kabhi ye ghatna ho jaye ATM se nakli note nikle to aapko kya karna chahiye.



Process 1.



Sabse pahle wahan on time duty ATM security guard ko iski jankari de and Guard ke official register main sikayat likhe aapko Nakli note ka number, Transaction ID, time and date sabhi details likh kar aapne or security guard ke signature karakar Uski photo kheech kar save kar le.



Process 2.




Jis ATM se nakli note nikle uske  Bank main jaye. Our manager ko Written main Application dekar uski receiving  lena na bhule.



1.Police ke pass jakar nakli note ki sikayat ya phir FIR likhwa sakte hai.



2.Nakli note ko ATM main lage camera main nakli note nikle ka ishara kare.



3. ATM ke likhe security officers ke numbers par call karke unko is bat ki information jarur de.



4.Jab Aap Atm se paise nikale to note ATM ke chamber main hi check kare. ki note nakli to nahi hai.



5.Ab Aap smajh gaye honge ki ATM se fake currency (nakli Note) nikle to kya karna chahiye.



i hope aapko jankari pasand aai hogi. Aapke Oru logo ki help karne ke liye aap is post ko social media and friends ke sath share kare. Yese hi Technology ke New hindi lekh read karne ke liye aap hame subscribe and follow karna na bhule. Thanks read this post thanks for visiting.



Bluetooth Se Unlimited Free Calls Kaise Karte Hai.


Kaise Pata Kare Aapke Reliance Jio Sim Par Bill aayega Ya Nahi Aayega.


Bina Number Dikhaye Call Kaise Karte Hai.

Comments

Popular posts from this blog

5 तारीख गुरुवार से महासंयोग, इन 4 राशि के लोगों को मिलेगी सबसे बड़ी खुशखरी

1. मेष राशि, कुंभ राशि, मकर राशि, मीन राशि 5 तारीख गुरुवार से महासंयोग बन रहा है। जिसके कारण आपके जीवन में आपको अनेक प्रकार के बड़े बड़े बदलाव देखने को मिलेंगे। शिक्षा नौकरी और व...

5 तारीख से अचानक दीपक से भी तेज चमकेगी, इन 4 राशि के लोगों की किस्मत

1.मेष राशि, कन्या राशि, तुला राशि, मीन राशि 5 तारीख से अचानक आपकी किस्मत दीपक से भी तेज चमकने वाली है। आपके जीवन में आपको बड़े बड़े बदलाव देखने को मिलेंगे। आप अपने जीवन में दुगनी...

18 फरवरी से अचानक बिजली की तरह चमकेगी, इन 5 राशि के लोगों की किस्मत

1.मेष राशि, वृष राशि, कन्या राशि, तुला राशि, कुंभ राशि 18 फरवरी से अचानक आपकी किस्मत बिजली की तरह चमकने वाली है। आपको अपने दैनिक जीवन में अनेक प्रकार के बड़े बड़े बदलाव देखने को म...