Skip to main content

Mobile Number Portability Se Reliance Jio Sim Kaise Paye




Agar aap Reliance jio Sim Lena Chahte Hain aur apna number change karna nahi Chahte to aap
mobile number portability se apne purane number Reliance jio main port karwa sakte hain. 


Number port karne se aap ko Reliance welcome offer k sath new Reliance jio 4G Sim mil Jayegi.

Iska process mai aap ko detail main bata raha hoon follow this  steps.


1. Sabse pahle aap ko Apne number Se port ke liye request send Karni Hogi aapko Port space mobile number likhkar usko 1900 send kare.


2. MNP request send karne ke baad aap ke Number par unique prot message aayega jiski validity 15 days hoti hai. Isliye time ke andar he aapko Reliance jio may change karne ka process poora kar lena hai.


3. UPC code Milne Ke Baad aap apne near Reliance retailer Se contact Karke form bharne ka process poora Kare. Important documents verification process pura hone par Reliance jio ka Sim Aapko de Diya Jayega.



4. Jio sim Milne par aapko lag bag 7 days k baad Apne smartphone main old SIM remove Karke jio ka sim Laga sakte hain. Is Tarah aap ka number Reliance jio main port ho jayega. Or aap aapne old number se hi reliance jio ka benefit utha sakte hai.


Umeed karta hu aapko jankari pasnad aai hogi. Agar aapko jankari pasand aai ho to please comment kare aapne friends social media par shear kare thanks read my post thanks for visit.


Read More.

Comments

  1. Hello Sir Muje Ek Help Chahiye Meri eK Website Hai www.freehindihelp.com
    Us Me mujhe Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Batao Na.Me Blog me naya hu
    pls help me. Post ke liye best keywords kaise praprt kare.

    ReplyDelete
  2. Dear kalpesh machhi Aap Supportmeindia.com par Adsense se related post Read karo usme pura details bataya gya hai.

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

5 तारीख गुरुवार से महासंयोग, इन 4 राशि के लोगों को मिलेगी सबसे बड़ी खुशखरी

1. मेष राशि, कुंभ राशि, मकर राशि, मीन राशि 5 तारीख गुरुवार से महासंयोग बन रहा है। जिसके कारण आपके जीवन में आपको अनेक प्रकार के बड़े बड़े बदलाव देखने को मिलेंगे। शिक्षा नौकरी और व...

5 तारीख से अचानक दीपक से भी तेज चमकेगी, इन 4 राशि के लोगों की किस्मत

1.मेष राशि, कन्या राशि, तुला राशि, मीन राशि 5 तारीख से अचानक आपकी किस्मत दीपक से भी तेज चमकने वाली है। आपके जीवन में आपको बड़े बड़े बदलाव देखने को मिलेंगे। आप अपने जीवन में दुगनी...

18 फरवरी से अचानक बिजली की तरह चमकेगी, इन 5 राशि के लोगों की किस्मत

1.मेष राशि, वृष राशि, कन्या राशि, तुला राशि, कुंभ राशि 18 फरवरी से अचानक आपकी किस्मत बिजली की तरह चमकने वाली है। आपको अपने दैनिक जीवन में अनेक प्रकार के बड़े बड़े बदलाव देखने को म...