Skip to main content

Whatsapp Last Seen Check Kaise Kare. Bina Friend Ko Pta Chale.




Whatsapp Par Aapka Friend kab online aaya isko dekhne Ka feature Whatsapp me Already hai. But Problem tab aati hai jab aapka friend last seen and status hide kr dete hai. Ya phir aapko block kr dete hai.

To aap uske bare me janna chahte hai jaan nahi pa rahe hai to main Problem ka solution bata raha hu is trick se aap aasani se last seen check kr sakte ho. Is trick ki sabse badi khubi yah hai. Ki iska istemal jab aap karoge to aapke friend ko iske bare pta nahi chalega.

Ab process start karte hai.sabse pahli or jaruri bat is trick main Whatsdog naam ki app install karni hai. Jisko aap Google Play Store se download kr sakte hai.



How to see last seen with Whatsdog App.


1. Go to the Google Play Store Searching Whatsdog app and download.

2. Install the App.

3.Open the Whatsdog app phir aapne Friend ka number dale jiska last senn aap check karna chahte hai.

4.Ab jo option show ho usme se By Contact par click kare.

5. Jab aap click karoge to process pura hokar list Automatically set ho jayegi.

6. Contact Set hone ke baad Continue par tap kare.

7.Ab aapko Sabse Important Details milegi Whatsapp par jisne bhi aapko block kiya uski sabhi jankari Show hongi.

8. Ab jab aapko Friend Online aayega. Aapke pas uska Notification aa jayega.


IMPORTANT NOTE

1. Whatsdog App se ek bar me ek hi Contact Ki jankari le sakte hai.

POST  SUMMARY


To is parkar hum  Whatsapp last seen ke bare me jaan sakte hai aap bhi is trick ko try kare or hame jarur bataye ki aapko ye Post kaisi lagi aapko koi help chahiye ho to aap comment kr puchh sakte hai thanks Read my post thanks for visit.

Comments

Popular posts from this blog

5 तारीख गुरुवार से महासंयोग, इन 4 राशि के लोगों को मिलेगी सबसे बड़ी खुशखरी

1. मेष राशि, कुंभ राशि, मकर राशि, मीन राशि 5 तारीख गुरुवार से महासंयोग बन रहा है। जिसके कारण आपके जीवन में आपको अनेक प्रकार के बड़े बड़े बदलाव देखने को मिलेंगे। शिक्षा नौकरी और व...

5 तारीख से अचानक दीपक से भी तेज चमकेगी, इन 4 राशि के लोगों की किस्मत

1.मेष राशि, कन्या राशि, तुला राशि, मीन राशि 5 तारीख से अचानक आपकी किस्मत दीपक से भी तेज चमकने वाली है। आपके जीवन में आपको बड़े बड़े बदलाव देखने को मिलेंगे। आप अपने जीवन में दुगनी...

18 फरवरी से अचानक बिजली की तरह चमकेगी, इन 5 राशि के लोगों की किस्मत

1.मेष राशि, वृष राशि, कन्या राशि, तुला राशि, कुंभ राशि 18 फरवरी से अचानक आपकी किस्मत बिजली की तरह चमकने वाली है। आपको अपने दैनिक जीवन में अनेक प्रकार के बड़े बड़े बदलाव देखने को म...