Skip to main content

Reliance Jio Sim Pr Free Caller Tune Kaise Set Kare.






Hi Friend aaj main aapko Reliance jio sim par free caller tune Kaise
Lagate hai Uske baare mein bta raha hu sabse Pehli Bat iske liye aapke pas jio ka Sim hona Chaney Agar Apke Pas jio Sim To Chaliye Process start karte hai.


How to set free caller tune on Reliance jio Sim


1.Iske liye aapko sabse Pahale Jio4gvoice App install karni hogi.


2.  Ab is App mein message and Carling ke options dikhai denge. Aapko massage select karna hai.


3.Ab JT type kare or Reliance jio Sim  se 56789 par send kare.


4.Company ki Reply ka Massage Aapke pas aayega jisme Bollywood, regional, International, categories hongi.


5.Aap movies,singer, album bhi select kar sakte hai.

Example


Movie Kuch Kuch Hota Hai likhkar 56789 par send kare.



6.Ab aapke pas  movies ke related all songs message me Ayenge. Aapko us Song ka number send karna hai.


7. Ab aapke Number par confirm ka massage aayega aapko 1 type karke send karna hai.


8.Ab caller tune select karne ka message aayega. Jisme aapko 30 minutes ke andar y likhkar send karna hai.


9. Finally aapko 1 last message aayega usme aapko 30 day ke liye free caller tune ke bare me bataya gya hoga. Aap jab chahe caller tune ko band kr sakte hai iske liye aap 56789 pr STOP likhkar send kr de.


Aapko ye jankari kesi lagi hame jarur bataye comment jarur kare aapko koi problem ho rahi ho to bhi aap puchh sakte hai thanks Reading my post thanks for visit or jankari pane ke liye aap hame subscribe bhi kar sakte hai or follow bhi.

Read Most Posts.

Comments

Popular posts from this blog

5 तारीख गुरुवार से महासंयोग, इन 4 राशि के लोगों को मिलेगी सबसे बड़ी खुशखरी

1. मेष राशि, कुंभ राशि, मकर राशि, मीन राशि 5 तारीख गुरुवार से महासंयोग बन रहा है। जिसके कारण आपके जीवन में आपको अनेक प्रकार के बड़े बड़े बदलाव देखने को मिलेंगे। शिक्षा नौकरी और व...

5 तारीख से अचानक दीपक से भी तेज चमकेगी, इन 4 राशि के लोगों की किस्मत

1.मेष राशि, कन्या राशि, तुला राशि, मीन राशि 5 तारीख से अचानक आपकी किस्मत दीपक से भी तेज चमकने वाली है। आपके जीवन में आपको बड़े बड़े बदलाव देखने को मिलेंगे। आप अपने जीवन में दुगनी...

18 फरवरी से अचानक बिजली की तरह चमकेगी, इन 5 राशि के लोगों की किस्मत

1.मेष राशि, वृष राशि, कन्या राशि, तुला राशि, कुंभ राशि 18 फरवरी से अचानक आपकी किस्मत बिजली की तरह चमकने वाली है। आपको अपने दैनिक जीवन में अनेक प्रकार के बड़े बड़े बदलाव देखने को म...