Skip to main content

Mobile and Laptop Battery Performance Kaise Improve Kare. Ye Tricks Apnaye.

Lagbhag sabhi Mobile users ko common problem hoti hai phone ki battery bahut jaldi discharge Ho Jati Hai. Aur aap ko tension hone Lagti Hai aap charger Dhoondne Lagte
Ho To mai aap ko Asi tricks batata hoon jinko Apnane se phone laptop ki Battery performance Kafi had Tak Ban Jayegi. Oru Battery ka long standing time hoga.


1. Jyada Se Jyada logo main Asi Aadat hoti hai wo apna phone all night charging pay Laga Ke Chod dete hain Aisa karna bilkul bhi thik nahi hai aise Phone overcharge Hota Hai Phone ki battery Capacity come Ho Jaati Hai.


2. Phone mein Bina Kisi work ke faltu main Bluetooth WiFi open Na rakhe Aisa karne se Battery Jyada nahi Chalti.


3. Google Play Store main aap ko bahut Sare Aise apps Mil Jayenge Jo Battery key performance batate Hain Sath Hai apps ka use kar Hum Phone ki power save kar sakte.


4. Jab kabhi aap bahut travelling kare In Dino laptop istemal Na Kare is condition mai aap ko laptop ki Battery 60% se 65% charge Karke hi rakhe laptop ko 30 C se 32 C  temperature Mein Rakhna chahiye.


5. Phone or laptop brightness kam rakhe is Se Battery long life chalegi Phone aadhik time tak standing rahega.


6. Phone maine yese appsbna rakho jinka aap istemal nahi karte jadha apps hone se vo phone ke background main chalte rahte hai isse bhi Battery less hoti rahti hai.


7.phone istemal karte karte agar heat hota hai ko uska thoda aaram de lagataar phone istemal karne se bache.


Aapko ye post kaisi lagi hame jarur bataye. Thanks.

Comments

Popular posts from this blog

5 तारीख गुरुवार से महासंयोग, इन 4 राशि के लोगों को मिलेगी सबसे बड़ी खुशखरी

1. मेष राशि, कुंभ राशि, मकर राशि, मीन राशि 5 तारीख गुरुवार से महासंयोग बन रहा है। जिसके कारण आपके जीवन में आपको अनेक प्रकार के बड़े बड़े बदलाव देखने को मिलेंगे। शिक्षा नौकरी और व...

5 तारीख से अचानक दीपक से भी तेज चमकेगी, इन 4 राशि के लोगों की किस्मत

1.मेष राशि, कन्या राशि, तुला राशि, मीन राशि 5 तारीख से अचानक आपकी किस्मत दीपक से भी तेज चमकने वाली है। आपके जीवन में आपको बड़े बड़े बदलाव देखने को मिलेंगे। आप अपने जीवन में दुगनी...

18 फरवरी से अचानक बिजली की तरह चमकेगी, इन 5 राशि के लोगों की किस्मत

1.मेष राशि, वृष राशि, कन्या राशि, तुला राशि, कुंभ राशि 18 फरवरी से अचानक आपकी किस्मत बिजली की तरह चमकने वाली है। आपको अपने दैनिक जीवन में अनेक प्रकार के बड़े बड़े बदलाव देखने को म...